Dil hi to hai na samjhe kyon
ai saqi itna ehsaan karna
hum chale jayein to hamein yaad karna
tujhe paane ki tamnna sau baar sahi
zindagi nahin to zindagi ke baad sahi
ai saqi itna ehsaan karna
hum chale jayein to hamein yaad karna
maut ki zindagi hoti hai do char ghadi
aur fir zindagi bhi mushkilon se bhari
ai saqi itna ehsaan karna
hum chale jayein to hamein yaad karna
meri kabra pe phool nahin,asoon nahin,sajde bhi nahin
meri kabra pe mujhse milne ki guzarish karna
ai saqi itna ehsaan karna
hum chale jayein to hamein yaad karna
meri maiyaat main do asoon bhi na zayaa karna
hum chale jayein to hamein yaad karna
1 Comments:
kinchit maatra bhi sandeh nahi hai ki hridaya mein jo chetna hai woh mrityulok ko tyaagna chaahti hai parantu apni chhaap duniya ke nakshe par chhodne ke baad.
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home